Shartiya - ALIF (from the album Sufayed)


Shartiya is a song about people who are conditional. They are your friends only until they are getting something out of you. The first chance they will get, they will leave you for their benefit.

The song also has a spoken word letter towards the end addressing all those people!

The intro has a Kashmiri part which is sung by singer-songwriter-producer Sayantik Ghosh.

This is the second song from our debut album Sufayed. You can find the link to the album on our website: www.wordsofalif.com


Lyrics:

har koi hai shartiya tum ho bhi
har koi hai shartiya kyun na mein bhi

charoun aur hai log yaar koi nahi hai
har kisi ko koi matlab dost koi nahi hai
saath leynay kay liyay saath detay hai
shaadaab jab tak ho raastay chalte hai woh
phela mouka jo milayga jayenge
phela mouka jo milayga choudenge
kasam bandi uski woh jo ho tou meray bas mein sab
tou kyun nahi kahoun unsay mein ye

fursat mein jo baitou gay kawaboun tarso gay
kosoge phir duniya ko khud hei mein jo na himmat ho
ilzaam layga koun khud hi tou tum qatil ho
haan mein us paar ye tum na janoge
kya hai us par ye tum na manoge
kasam bandi uski woh jo ho tou meray bas mein sab tou
kyun ki woh hai mera mein houn uska khwaab
janay dou unhein jin ko jana hai
ikhtiyaar hai unhein

jaaounga mein uss paar


Lyrics Video:


► Listen on DSound
► Listen from source (IPFS)

H2
H3
H4
3 columns
2 columns
1 column
1 Comment